Mehrama Lyrics - Love Aaj Kal | Kartik | Sara | Pritam | Darshan Raval | Antara
Merhrama Lyrics From Love Aaj Kal Song sung by Darshan Raval and Antara Mitra, Lyrics by Irshad Kamil. When the feeling of love walks with you and not away, you know it’s true love!
Songs Detail:
Movie: Love Aaj Kal
Music: Pritam
Singers: Darshan Raval , Antara Mitra
Lyrics: Irshad Kamil
Mehrama Lyrics
Chahiye Kisi Saaye Mein JagahChaha Bohot Bar Hai
Na Kahin Kabhi
Mera Dil Laga
Kaisa Samjhdar Hai
Main Na Pohochun
Kyu Wahan Pe
Jaana Chahun
Main Jahan Mein
Main Kahan Kho Gaya
Aisa Kya Ho Gaya
O Mehrama , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata
O Mehrama , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata
Na Khabar Apni Rahi
Na Khabar Apni Rahi
Na Raha Tera Pata
O Mehrama , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata
Jo Shor Ka Hissa Hui
Wo Awaaz Hoon
Logo Mein Hoon
Par Tanha Hoon Main
Haan Tanha Hoon Main
Duniya Mujhe Mujhse Judaai
Karti Rahein Bolu Magar
Na Baatein Karoon
Yeh Kya Hoon Main
Sab Hai Lekin
Main Nahin Hoon
Wo Jo Thoda, Tha Kami
Wo Hawa Ho Gaya
Kyun Khafa Ho Gaya
O Meharma , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata
O Mehrama , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata
Na Khabar Apni Rahi
Na Khabar Apni Rahi
Na Raha Tera Pata
O Mehrama , Kya Mila
Yun Juda Hoke Bata...

0 Comments